Download Raatein Ye Kaali | Visualiser | Rana MP3 Song Free

Raatein Ye Kaali  | Visualiser | Rana



Track Details & Info

Song Title: Raatein Ye Kaali | Visualiser | Rana
Artist / Channel: Rana the Rapper
Audio Duration: 05:01 Min
File Size: 6.89 MB
Audio Bitrate: 192 kbps High Quality
Release Date: June 10, 2021
Total Streams: 873 views

Stream full audio track for Raatein Ye Kaali | Visualiser | Rana by Rana the Rapper. The estimated download size is 6.89 MB with a duration of 05:01 minutes at high bitrate audio quality. Save this song directly to your device on Android, iPhone, iPad, Windows PC, or Mac.

Searching for lyrics, official video streams, and MP3 download links for Raatein Ye Kaali | Visualiser | Rana? Enjoy high-speed download links and interactive audio preview to help you enjoy your favorite tracks anywhere. Check out more trending tracks by Rana the Rapper or explore popular music genres on MP3 Music Download.

Description & Lyrics

A minimalistic hip-hop track where the beat is based on new age electronic music.

Music Produced, Written, Performed, Mixed & Mastered by Rana

Follow on Instagram:

https://instagram.com/ranatherapper

#ranaonthebeat

Visuals by Gako

Follow him on Instagram:

https://instagram.com/createwithgako

https://instagram.com/gauravkotangale

Lyrics:

Pareshani hai raatein ye kaali hai
Andhera jaari mai kamre mein bhari
Kamra bimari par kamra manali bhi
Pal pal ye chuse khoon
Pal pal toofani hai
So bhi na pari ye aatma
Mann karra badbad ye
Pura mazak he hai
Mehengi hai baatein par jebo se khaali hai
Kaali hai kaali hai
Haan

Raatein ye kaali hai kaali hai kaali hai
Yaadein purani
Ye bheja na khaali hai
Raatein ye kaali hai
Kaali hai kaali hai raatein ye kaali hai
So bhi na pari ye aatma
Mausam qawwali par dil ye anadi hai
Kamre me band baitha andhera jaari hai
Kaali hai
Raatein ye kaali hai kaali hai kaali hai
Yaadein purani
Ye bheja na khaali hai
Raatein ye kaali hai
Kaali hai kaali hai raatein ye kaali hai
So bhi na pari ye aatma
Mausam qawwali par dil ye anadi hai
Kamre me band baitha andhera jaari hai
Kaali hai kaali hai

Raatein ye kaali hai, yaadein purani
Kaisa ye jeevan aur kaise ye praani hai
Papa kahape kahape hai nani
Jannat jahanam ye dharti ruhani hai
Gairo se jhappi aur apno se gaali
Rozgari jaari hai
Kaali do gaadi hai
Sukhi mera mann fir bhi jeera nawabi
Raatein ye kaali hai
Mann muje rone na deta ye, Bolne na deta
Rapping se khelra hu, haarne na deta
Chit-code bohot hai, asli ye kaam hai
Remake banake tu garv se hai jeeta
Ye kaisa sangeet hai
Aisi wali baatein
Mere mann me hai chalti, tu sone na deta
Koi mujhko nai janta fir bhi hu jeeta
Tu khada uss spot pe jo bilkul na G tha
Raatein ye kaali hai kaali hai kaali
Acha na banda toh na kar tu shaadi
Maa papa ki rani hai rani hai rani
Wo bhi na samjhe toh pakad sawari
Ye zindagi kaali hai kaali
Andhera jaha pe wahi pe ujala hai
Dunia na dekhi mai kamre me band hu
Andhera kaafi hai kaafi hai

Raatein ye kaali hai kaali hai kaali hai
Yaadein purani
Ye bheja na khaali hai
Raatein ye kaali hai
Kaali hai kaali hai raatein ye
So bhi na pari ye aatma
Mausam qawwali par dil ye anadi hai
Kamre me band baitha andhera jaari hai
Kaali hai haan
Ratein ye kaali hai kaali hai kaali hai
Yaadein purani
Ye bheja na khaali hai
Raatein ye kaali hai
Kaali hai kaali hai raatein ye kaali hai
So bhi na pari ye aatma
Mausam qawwali par dil ye anadi hai
Kamre me band baitha andhera kaafi hai
Kaali hai kaali hai

Andekha kaafi, dimag tera chaabi hai
Taala badan ye, tu kholne ka baaki hai
Albela kaafi nazara gulabi hai
Dekh beta, warna jeeke bhi faasi hai
Andhera kaafi, do dum ki baari hai
Do dum lagake ye bistar sawari hai
Baitha mai ek jaga jaara hu sau
Gaane banake fir dhabe pe thali hai
Kaali hai kaali hai raatein ye kaali
Din dekhna chahta par raat se gaddari na
Raat se mai darta raat pe he marta hu
Safedi dil me par raato ka saathi
Haan
Kora badan ye, insan khilauna
Sambhalkar hai chalte
Thoda badalte, waqt nai, insan sawarte
Log badalte hai
Soch ko salam maar, kapdo ki galti nai soch teri kal ki hai
Khud me sudhar daal
Kandhe jawan tere sahara de baat maan
Rehe thoda savdhaan
Gandi wo khabre khoon ye khaulaati hai
Dosto ki baat maan
Jaanede

Raatein ye kaali hai kaali hai kaali hai
Yaadein purani
Ye bheja na khaali hai
Raatein ye kaali hai
Kaali hai kaali hai raatein ye kaali hai
So bhi na pari ye aatma
Mausam qawwali par dil ye anadi hai
Kamre me band baitha andhera kaafi hai
Kaali hai kaali hai
Raatein ye kaali hai kaali hai kaali
Yaadein purani
Ye bheja na khaali hai
Raatein ye kaali hai
Kaali hai kaali hai raatein ye kaali hai
So bhi na pari ye aatma
Mausam qawwali par dil ye anadi hai
Kamre me band baitha andhera jaari hai
Kaali hai kaali hai raatein ye